Apple Store Ke Liye Free Apple Id Kaise Banaye

Apple Store Ke Liye Free Apple Id Kaise Banaye
Jaise Ham Android Ki Apps Ko Download Karne Ke Liye Google Play Store Ka Istemal Karte Hai Vase Hi Apple Store Se Agar Kuch Bhi Download Karna Hoto Hame Apple Id Ki Jarurt Padti Hai .Jaise Ham Google Store Par Bina Login Kiye Kuch Bhi Download Nahi Kar Sakte Vase Hi Apple Store Se Bina Apple Id Ke Kuch Downloa Nahi Kar Sakte Chahe Apps Free Ho .
To Aaj Main Aapko Isi Bare Me Bataunga Ki Kaise Aap Apple Store Ke Liye Apple ID Free Me Bana Sakte Hai . Uske Liye Aapko Credit Card Ka Ki Bhi Jrurt Nahi Padegi . Bina Credit Card Ke Bhi Aap Apna Account Bana Sakte Hai .

Apple Store Ke Liye Free Apple Id Kaise Banaye

Apple Store Par Id Bana Ke Liye Aapko Sabse Pahle Apple Store Par Jana Padega .
  • Apple Store Ko Open Kare
  • Apple Store Open Hone Ke Baad Me Aapko Niche Footer Me “Top Chart” Ka Option Milega Us Par Click Karna Hai .
  • Ab Aapko Apple Store Ki Sari Top Apps Dikhai Dengi

Ab Yanha Par Aapko Free Ki Jo TAB Hai Us Par Click Karna Hai Kyunki Hame Free Me Apple Ki Id Banani Hai To Free Ki Tab Par Click Kare. Ab Aapko Apple Store Ki Free Apps Ki List Dikhegi . Kisi Bhi App Ke Ko Aap Install Karne Ke Liye Jab GET Ke Option Par Click Karenge To Aapko Sign In Ke Liye Kahega.


Ab Aapko Apple ID Banane Ke Liye Create New Apple ID Par Click Karna Hai .
  • Create Par Click Karte Hi Apko Sabse Pahle Country Select Karni Hai Aur Next Par Click Kare
  • Phir Apple Ki Term And Condition Ko Agree Kare
  • Phir Aapko Apni Email Id Bharni Hai Jise Aap Apple ID Ki Tarh Istemal Karna Chahe Hai.
  • Phir Password Bhare Jo Aap Apple ID Par Lagana Chahte Hai Aur Password Ko Dubara Bhare
  • Phir Aapko Kuch Sawal Ke Javab Bharne Hai Jis Se Agar Aap Kabhi Bhi Password Bhul Jate Ho To Un Sawalo Ka Javab De Kar Apna Password Reset Kar Sakte Hai .
  • Phir Ek Aur Email Id De Sakte Hai Jiski Madad Se Bhi Aap Password Ko Reset Kar Sakte Hai
  • Phir Apni Janam Date Bhare
  • Phir Next Par Click Kare
Ab Appko Payment Ka Option Dikhayega Lekin Vanha Par “None ” Ko Select Kare Aur Niche Aapko Billiing Details Me Apna Address Bharna Hai Naam Se Lekar Phone Number Tak Sab Kuch Bhar Kar Next Par Click Kare.


b Aap Apni Email ID Ko Open Kare , Vanha Par Aapko Apple ID Ke Liye Verification Email Milegi Use Open Kare Aur Usme Jo Verification Link Hoga Us Par Click Kare.


Link Open Hote Hi Aapse Apki Email Id Aur Password Puchega Vanha Apni Email Is Bhare Aur Apple ID Ka Password Bhare Aur Continue Par Click Kare . Aapki Email Id Verify Ho Gai Aur Aapki Apple ID Bhi Ban Gai

Ab Vapis Apple Store Par Jayie Aur Free Ki Tab Me Jayie Aur Kisi Bhi Apps Ko Download Ke Liye Click Kare Sign Me Apni Apple ID Bhariye Aur Apps Aapke Phone Me Download Ho Jaye.Apple ID Ka Password Ki Kuch Setting Aap Se Puchi Jayegi Ki Aap Iska Passwor Save Karna Chahte Hai Ya Har 15 Minut Me Ye Password Dubara Mangega To Har 15 Minut Me Aapko Password Bharna Padega.
TO Use Aap “Always Require ” Ya “Require After 15 Minutes” Me Se Koi Bhi Select Kar Sakte Hai .
Is Post Me Aapko Create Apple Id Without Credit Card No None Option Create Apple Id Without Credit Card On Pc Create Apple Id Without Credit Card 2017 Create Apple Id Without Credit Card 2016 How To Create Apple Id Without Credit Card On Iphone 4s Free Apple Id Account And Password Sign Up Itunes Account Free Ke Bare Me Btaya Gaya Hai .Agar Iske Bare Me Koi Bhi Sawal Ya Sujhav Hoto Neeche Comment Karke Pucche.









Share:

No comments:

Post a Comment